Showing posts with label Gwalior Madhya Pradesh. Show all posts
Showing posts with label Gwalior Madhya Pradesh. Show all posts

Thursday, May 26, 2011

Dabra - All types dabra Gwalor news Madhya Pradesh Indore Bhopal

Dabra, Gwalior,  Madhya Pradesh, Bhopal, Gwalior Madhya Pradesh, Indore -
Madhya Pradesh Mai Roaj Ghar Na Hona Ka Karan Madhya Pradesh Kee Janta Apne Ghar Jhod Kar Anya City Mai Job Kar Rahe Hai Or Roaj Ghar Kee Talash Kar Rahe Hai. Madhya Pradesh Mai Roaj Ghar Na Hona Ka Karan Logo koCompany Or Factory Mai Job Karne Bhar Jana Partha Hai.Gareebo Ko Toh 90 Din Ka Roaj Ghar Datee Hai Per Bo Log JO Majdooree Nahee Kar Sakte BO Sirf Profasnial job kar sakta hai unka Kya, Bo Tasla Nahee Daal Saktai Unka Kya, Bo Sirf company Mai Kaam Kar Sakta Hai, ya Apna kaam Kar Sakta Hai, Lakin Uska Liya Paise Lagta Hai Jo Har Medium Admee Kai Pass Nahee Hai. Is Liya Madhya Pradesh Mai Adeek Sai Adeek Company Khol Kar Madhya Pradesh Kee Janta Biroj Ghar Sai Roaj Ghar Kar Dena Chahiya Jis Sai Vyaktee Apne Pareevar Kai Saat Reha Sake Or Usa Bhar Na Jana Paday.


Tuesday, March 22, 2011

Gwalior Madhya Pradesh Latest Dabra Master Plan News 23 March 2011

Gwalior Madhya Pradesh Latest Dabra Master Plan News 23 March 2011-
Dabra hee nahe Poora Madhya Pradesh Parasan Hai Master Plan Sai. Kae Log Parasan Hai Master Plan Sai. Tahra tahra kee apbaya hai master plan ko la kar market mai. Lakin Janta Hai Parasan Har Kise Ko Soch Lagee Hai Apna Ghar Tootna Kee.